Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.



 
HomeSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 Ajab si mehak thi

Go down 
2 posters
AuthorMessage
Admin
Admin
Admin
Admin


Number of posts : 16
Age : 44
Registration date : 2007-11-15

Ajab si mehak thi Empty
PostSubject: Ajab si mehak thi   Ajab si mehak thi Icon_minitimeSun Nov 18, 2007 6:09 pm

Zindagi phir se goya ragon main otar aai thi
Oss ki nigaahon main ghazab ki maseehaai thi

Meri baaton main haal dil ka chupa baittha tha
Oss ke lehjey main merey lafzon ki pazeeraai thi

Naya hi rang tha jo aankhon main umad aaya tha
Ajab si mehak thi jo saanson tak chali aai thi

Wo eid ka chaand tha, sitaara tha ke jugnoo tha
Ya dhanak ki chaadar kisi ne raat gaay phelai thi

Khusbuain kis tarhan aangan main raqs na kartain
Seij mohabbat ki phoolon ne khud sajaai thi

Sawaal to ye tha ke daikhoo ossey ke baat karoon
Aalam-e-madhoshi main samaa'at thi aur beenaai thi
Back to top Go down
https://ghanool.forumotion.com
Z!nd@G!
Cadit
Cadit



Number of posts : 10
Location : Faisalabad, Pakistan
Registration date : 2007-11-15

Ajab si mehak thi Empty
PostSubject: Re: Ajab si mehak thi   Ajab si mehak thi Icon_minitimeSun Nov 18, 2007 8:45 pm

Very Nice Smile
Back to top Go down
Admin
Admin
Admin
Admin


Number of posts : 16
Age : 44
Registration date : 2007-11-15

Ajab si mehak thi Empty
PostSubject: Re: Ajab si mehak thi   Ajab si mehak thi Icon_minitimeTue Nov 20, 2007 4:05 pm

Thank u Zindagi Very Happy
Back to top Go down
https://ghanool.forumotion.com
Sponsored content





Ajab si mehak thi Empty
PostSubject: Re: Ajab si mehak thi   Ajab si mehak thi Icon_minitime

Back to top Go down
 
Ajab si mehak thi
Back to top 
Page 1 of 1

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: Urdu Adab :: Shair-o-Shairy-
Jump to: